Address: | Shivpuri, Madhya Pradesh, 473551 |
Mere paas aapki passion pro gàadi hai or uske agle tyre me problem hai gaadi mai agla tyre left hand ki taraf se jyada kha rhi hai or ek taraf se shi
Mere dwara kab aaapke dealer as iski sekayat karte hai to go hamari samsya ka samadhan nhi karte hai
Or ek bar unhone bola ki campny ka tyre kharab hai to hamne tyre bhi change karba diya tab bhi samsya hai, aapke enginear ne bhi chek ki phir bhi hamari samsya ka samdhan nhi ho ska hai aap hamari samsya ka samadhan karo Was this information helpful? |
Post your Comment