[Resolved]  mpeb indore — more electric bill

Sir,
Mere ghar me vigat kuch mahino se MPEB ki taraf se jari kiya jane wala bijli ka bill bahut jyada aa raha hai. humne apne ghar ki wiring bhi ellectrition se chek karwa li hai jo ki sahi hai. aur humare ghar me aise ellectranic upkaran ka upyog bhi kam kiya jata hai jo ki jyada (haivy)...kripaya hamari samasya ka samadhan kare.
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Aug 14, 2020
Complaint marked as Resolved 
Complaint comments 

Comments

Sir,

Mere ghar me vigat kuch mahino se MPEB ki taraf se jari kiya jane wala bijli ka bill bahut jyada aa raha hai. humne apne ghar ki wiring bhi ellectrition se chek karwa li hai jo ki sahi hai. aur humare ghar me aise ellectranic upkaran ka upyog bhi kam kiya jata hai jo ki jyada (haivy)...

Es mahine Meter reding 71unit hai lekin 50 unit Reding exrta Joda gaya hai.
or hamare aas pass ke gharo me 75- se 300- tak aa raha hai Esa kyo.

kripaya hamari samasya ka samadhan kare.
Dear Sir

PLease tell me know what is webisit of online electricity bill viewing for indore region
mera metre 4 mahine se kharab hai .use badlane ki bajay mujhe avg. bill diye ja rahe hain. maine application bhi di 06/08/2010 ko uske baad unhe reminde bhi karaya, par us par koi dhyan nahi de raha hai.

from
pratik pushpendra jain
17, shremangal estate
pipliyahana indore
mob.[protected]
Kalani nagar bill payment window (Near Ramchandra Nagar) electricity payment window is not opening on time, the time is 9:00AM but on 24 & 25 Nov'10, it was opened half an hour late.kindly do the necessary, because many people has to go their offices, they are not able to pay bill on time.
Saurabh Jain
Shikhar chand Jain
305 B Kalani nagar
[protected]
pichhle kai dino se asharam bapu choura ring road area ki street light din bhar chalu rah rahi he
kripya ise din me band karwana sunischit kare .
"Dhanyabad"
Sir,


How to print out bill. In previous Month it was easy to view & take print. Please suggest us.


305- orbit mall
indore
sir, me harish badoniya 131 ashta pailes (rishi pailesh) gond wale dham ke peche last 03 deno se hamare collony me light nahi he ap se requst he ki ap gald he ese chalu karwenge yah rajendra nagar melagata he.
sir mere yanha light band he last 03 days se (131 ashta pailes gondwale gham reshi pailesh) so plese sir.

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    India
    File a Complaint