[Resolved]  Police — working process

dear sir
pichhle 12th jan ko gaya ( bihar) ke cantt area mein ek apaharan ka ek shikshika ke ghar mein robery ki ghatna hui thi. lekin police ki laparwahi ke karan abhi tak is mamale mein kisi tarah ki safalta nain mili hai, police is mamle ko kafi halka bana kar lipapoti karne ki koshish kar rahi hai,

yah ghatna dainik jagran ke patna eddition mein prakashit bhi hui thi,

ghatna kuchh is prakar thi ki gyan bharti school mein karyarat ek teacher jab sham karib 6.20 par apane ghar se school mein study ke liye ja rahi thi tabhi 8-10 dakait arms ke bal par unhe apane kabje mein kar liya or unhe wapas unake ghar ka darwaja kholawa kar mobile, paise, handy cam loot liye isake alawa loteron ne house owner ke ghar mein jabaran ghuskar wohan se kai mobile or paise lott liye, bad mein jab house owner ne bhag kar halla machane ki koshish ki to use goli makar ghayal kar diya, is mamle mein police ki laparwahi yah hai ki lagbhag 10 din bitane ke bad bhi abhi tak koi surag nahin pasaki hai, yah ghatna gaya ke most secured place cantt area mein ghati hai, yah ghar bhi ek army man ka hai,

is tarah ki laparwahi se bihar ki law and order ki pole kholati hai or chief minister nitish kumar ke sushasan ke dawe ko khokhala sabit karti hain,

atah shri man se nivedan hai ki is mamle mein apane local reporter se sahi investigation karakar police ki laparwahi ko ujagar karne ki kripa ki jaye,

dhanyavad

braj bhushan mishra
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Aug 14, 2020
Complaint marked as Resolved 
Complaint comments 

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit
    Delhi Police
    customer care contact
    Customer satisfaction rating Customer satisfaction rating is a complex algorithm that helps our users determine how good a company is at responding and resolving complaints by granting from 1 to 5 stars for each complaint and then ultimately combining them all for an overall score.
    Read more
    12%
    Complaints
    1470
    Pending
    0
    Resolved
    175
    Delhi Police Phone
    +91 11 2349 0312
    Delhi Police Address
    Vinay Marg, Bahadur Shah Zafar Marg, Chanakyapuri, Vikram Nagar, New Delhi, Delhi, India
    View all Delhi Police contact information