[Resolved]  Tata Safari — Poor Engineering

Address:Barnala, Punjab

TATA ki GAADI na LENA kabhi.................Tata Motors ne Jitni bhi passenger cars (Incd. Safari) market mein Utaari hain.. Bachkana (Kidding) tareeke se uttari hain. maine 2006 mein iski safari DICOR kharidi thi SIRSA se. 8 mahine baad 2011 tak us ko poore 69 baar toe karke workshop laya gaya. Injector Problem ki vajeh se mera peechha nahein choota jab tak maine GAADI ko bech nahien diya. MITI ke bhaw biki TATA ki shaan ki savaari. Log Kehte hain ke TATA ki gadiyon ka Budhaapa Bura hota hai. Main kehta hu ke TATA ki Gaadiyan SAFED HAATHI ke siva kuchh bhi nahien.Ye company bina soche samjhe ek vehicle tyaar karke logo ko bechti hai. shor hone par uska sudhar karne ka dava karti hai. Indica ki shuruaat mein yahi hua thaa. meri caar ki Vibration jayada thi to maine company se contact kiya...engine ki power (3000 cc) jayada thi or Transmission Week. kisi ne accept ni kiya. Laare Luppey ( Bahaanebaazi) ke siva company ke paas kuchh nahien tha. chupke se apni bhool ko sudharne ke liye company ne next model 2200cc me launch kar diya.
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Aug 13, 2020
Complaint marked as Resolved 
Complaint comments 

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    Barnala
    Punjab
    India
    File a Complaint