U. P. S. R. T. C — TIMING PROBLEM OF BUSES

SIR,
UTTAR PRADESH PARIVHAN KI CHALNE WALI DO BUSES(11A) JINKA ROOT MALHAUR RAILWAY STATION SE CHARBAGH VIA SIKANDAR BAGH HOKAR HAI.IN PAR CHALNE WALE DRIVER BIN KISI TIME TABLE KA PAALAN KARTE HUE MALHAUR AATE HAIN AUR BUS CHALNE KA SAMYE NA HOTE HUE B APNI MARJI SE BUS CHLATE HAIN..KYOKI MALHAUR STATION PAR KOI BHI REGISTER MEIN ENTRY KARNE WALA PARIVHAN VIBAGH KI TRAF SE NAHI BITHAYA GAYA HAI JISE YE DRIVER APNE TMIE KE HISAB SE BUS CHALTE HAI AUR APNI MANMANI KARTE HAIN.JYADA KUCH KEHNE PAR PASSENGERS KE SAATH MISBEHAVE B KARTE HAIN JIS SE PASSENGERS KO APNE DUTY PAR PAHUNCHE ME MUSKIL HOTI HAI..KABI BUS KO 5 MINUTE PEHLE CHALA DENGE TO KABI BINA HORN KA USE KIYA BUS CHALA DETE HAIN JISS SE PASSENGERS KO MUSKIL HOTI HAI..AAJ MAINE CHARBAGH BUS STATION PAR CALL KI TO UNONHE KAHA KOI LIKHIT MEIN COMPLIAN LIKH KE DE MAIN ISSE PEHLE PARIVAHN VIBAGH KO DO MAIL B KAR CHUKA HU PAR KOI ACTION NAHI LIYA GAYA..AAJ ROOT (11A) KE DRIVARO KI WAJEH SE KAI PASSENGERS KI BUS CHOOT GAYI JISS SE PASSENGERS KO BHARI MUSKILO KA SAMAN KARNA PADA..KRYPA HAMRI COMPLIAN KI SUNWAI KARKE JALD SE JALD IS MUSKIL KA SAMADHAN KIJIYE....AAP KI JANKARI KE LIYE BATA DU ROOT 11A KI KEVAL DO HE BUSES CHLATI HAIN
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Complaint comments 

Comments

Respected sir,
HAMRE YAHA MEDICAL TO SIVAYA, AGRICULTURE KE LIYE LOW FLOERLAGI HYI HAI. OR IN BUSES KA NA TO KOI TIMING HAI OR DRIVERAPNE TMIE KE HISAB SE BUS CHALTE HAI AUR APNI MANMANI KARTE HAIN.JYADA KUCH KEHNE PAR PASSENGERS KE SAATH MISBEHAVE B KARTE HAIN JIS SE PASSENGERS KO APNE DUTY PAR PAHUNCHE ME MUSKIL HOTI HAI. KARPYA INKA TIMING KARNE KI KARPA KARE
Respected SIR,

UTTAR PRADESH PARIVHAN KE ANTARGAT GORAKHPUR SE DEORIA JAANE KE LIYE SHAAM KO 08:00 BAJE KE BAAD KOI BUS NAHI HAI JISSE PASSENGERS KO APNE GANTAVYA PAR PAHUNCHE ME MUSKIL HOTI HAI.. JABKI bUS KO RAAT 10:00 BAJE TAK CHALAYA JANA CHAHIYE. PR AISA NAHI..HAI WAHI PRIVATE WALE BUS STAND SE PASSENGERS KO BHARTE HAIN AUR LE JAATE HAIN PR PAREIVAHAN VIBHAG KA DHAYAN IS TARAF NAHI HAI. AAPSE SADAR ANURODH HAI KI PASSENGERS KI BHARI MUSKILO KO DHAYAN ME RAKHTE HUE GORAKHPUR SE DEORIA KE LIYE RAATRI 10:00 BAJE TAK BUS CHALWANE KI KRIPA PRADAN KARE JISSE PASSENGERS KI SAMASYAON KA SAMADHAN HO SAKE.
REGARDS,
PASSENGERS

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    India
    File a Complaint