Address: | Rajaji puram near Meena Bakery chauraha, Lucknow, Uttar Pradesh, 226017 |
Namaskar sir
Main labor colony ward - meena bakery chauraha, rajaji puram, c block, h. No. 2359, lucknow, maine rehta hu.
Mere ghar ke bagal main sadak ke kinaare kuch kutton ne 2 mare hue kutte ko ghaseet kar daal diya hai.
Roj aane wale safai karamchariyon se kehne par unhone saaf inkaar kar diya, jisse aas pass badi durgandh aa rahi hai aur corona ke karan beemari failne ka khatra badh gaya hai
Apse nivedan hai ki kripya is sambandh main uchit karyavahi karte hue jaldi se jaldi kutton ko hataane ki karyavahi karne ka kasht karein.
Dhanyawad Was this information helpful? |
Post your Comment