Ministry Of Home Affairs — home affairs

Address:Firozabad, Uttar Pradesh, 283203

Sir, aaj mere ghar me bahut tez ladai hui mere chacha or papa k beech to chacha ne papa or mummy ko dhakka maara fir kaha ki ye sb hamara hai to papa ne kaha ki jo zameen hamari hai vo dedo hame or jiska jo ho vo lelo to chacha ne kaha ki tera kuch nhi hai sb hamara hai to papa ne kaha ki chalo balaji mandir vahan apne sar pr haath rakh k kasam khao ki tum sb sch keh rhe ho to ispr chacha ne balaji ko gaali di or papa pr galat aarop lga ke keh rhe the ki tu chor hai or papa ne kaha ki hm police ko bula rhe hai to unhone kaha ki jaa nikl bula or chacha ne chachi se kaha ki apne kapde faado or jb police aaye tb kehna ki ye sb inhone kiya hai to papa nhi bula skte kyuki chachiji k bhai politics me hai or vo kuch bhi kr skte hai apni power se bs ham legally jeet skte hai pr uske liye bhi hamare paas paise nhi hai qki 4 saal pehle hi papa ne shop chhod di thi or ghr pr hi rehkr byaz pr rupay dete hai bt jinko rupay diye unhone bhi rupay dene me problem kr di hai

To please koi suggestion ya koi action lijiye mere papa, mai aur mummy bahut tension me hai

I m vansh agrawal son of mr.Prem agrawal bank of india wali gali firozabad (up)
+1 videos
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Complaint comments 

Comments

I am P.Venkateswarlu writing this letter from Nellore District, Andhra Pradesh. We have taken a loan from Repco Bank and cleared the dues but the manager of the branch is refusing for our request.

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    Firozabad
    Uttar Pradesh
    India
    File a Complaint