Kal maine teen patti gold mai 500rs ke chips kharide the jab main pot blind khelne laga to jo dusra ladka tha wo standup ho gaya aur main haar gaya walki jab wo standup hua to haarna use tha. Main apne 5cr chips wapas chahta hoon kyonki ye game ka fault hai. Maine kai baar inki support team ko msg kiya lekin ek baar reply kiya aur koi solutin nahi kiya. Was this information helpful? |
Post your Comment