Ghaziabad Nagar Nigam — Badhati hui atikraman aur safai ki samasya.. vasundhara ghaziabad | |||
Manyavar... krapaya kya in samsyaon par dhyan diya jayega?... jolambe samay se badhati ja rahi hain...... ghaziabad nagar nigam — atikraman aur safai ki samasya.. vasundhara ghaziabad 1 review Pr preety dhaka on sep 16, 2016 mark as resolved Road and area vasundhara ghaziabad — safai karmchari vsafai na hona Pr preety dhaka on jul 26, 2016 mark as resolved Sec3 hig duplex vasundhra area main koi nagar nigam safai karmchri nahi hai. safaikarmchariyon ki tenati aur nam mobile no ke sath site par batate hue ilake main safai karwane ka kast karen... jishse aam niwasiyon ki jankari main rahen. is ilake main na hi nagar nigam dwara koi dustbin kuradan rakhaea hain. barsati pani ki nikasi par aur gair kanuni kabja road ke sath jhhuggiyan banakar kiya ja raha hain.. is par dhayan dete hua inhen hataya jana chahieae.. hamara nivedan hai ki krapaya is taraf dhayan dene ka kast karaen. Updated by preety dhaka, sep 12, 2016 Abhi tak koi dhayan nahi diya gaya hai sec3 hig duplex vasundhra area main koi nagar nigam safai karmchri nahi hai. safaikarmchariyon ki tenati aur nam mobile no ke sath site par batate hue ilake main safai karwane ka kast karen... jishse aam niwasiyon ki jankari main rahen. is ilake main na hi nagar nigam dwara koi dustbin kuradan rakhaea hain. barsati pani ki nikasi par aur gair kanuni kabja road ke sath jhhuggiyan banakar kiya ja raha hain.. is par dhayan dete hua inhen hataya jana chahieae.. hamara nivedan hai ki krapaya is taraf dhayan dene ka kast karaen Update complaint Preety dhaka on aug 11, 2016 Amasya par abhi tak koi dhyan nahi diya gaya hai. Reply... Pr preety dhaka 2 minutes ago Road ke sath gair kanuni kabja kar jhuggiyan aur dukano dwara atikraman kiyejane ki samsya aur adhik badh gai hai. krapaya jaldi sangyan main lene ka kast karen. jila prasasan aurnagar nigam ghaziabad... vasundhara gzd main sec 1 se sec 18 tak kabhi bhi muayana karane ka kast karean..... hamara nivedan hai ki krapaya is taraf jaldi dhayan dene ka kast show more... Reply Contact information Company: road and area nagar nigam ghaziabad Vasundhara ghaziabad up India Complaint categorycategory: utility services Website:[protected]@gmail.com Add company information Complaint status [sep 16, 2016] ghaziabad nagar nigam customer support has been notified about the posted complaint. Updated by preety dhaka, sep 30, 2016 Amsya aur badh rahi hai koi karya wahi nahi hui Updated by preety dhaka, oct 21, 2016 Dear sir safai karmchariyon ki abhi tak koi vayvastha nahin hai. jagah -2 kudha aur gandagi sath main atikraman badhta hi ja raha hain. krapaya jaldi karyavahi karane ka kast karen... Update complaint Hamenh asha hai ap jarur dhayan denge Was this information helpful? | |||
Ghaziabad Nagar Nigam customer support has been notified about the posted complaint. | |||
1 Comment | |||
Comments
4%
Complaints
3291
Pending
0
Resolved
148
+91 12 0279 1418
+91 12 0279 1518
Pocket D, Sector 10, Vasundhara, Ghaziabad, Uttar Pradesh, India - 201012
Kindly take suitable action to fill the norms of pets licence and to keep the society clean.
Regards
RWA
Angel Mercury Apartment
Ahinsa Khand 2, Indirapuram
Ghaziabad
Contact No.[protected]