Address: | Sumit punj sinha s/o late Sachindra kumar sinha nayachak Mahavir Prasad lane po+ps Ishakchak Bhagalpur pin 812001 Bihar |
Hii iam Sumit punj sinha nd ma bhi isi site ka complaint kr raha hu ma na quicker ma job ka liya apply kiya tha nd mujhe ya msg mila ki aap select hogya
(Registration Free) nd mujhe ya a msg mila ki pradhan mantri Kaushal Vikas Yojana ka tahat app ko data entry ki job milti ha nd mujhe ish number pa call karna kaha gya [protected] jab ma na ish number pa call kiya to Amit Kumar na uthaya ar unhona bola ki apko ek bhi paisa nahi laga ga nd phir unhona mujhsa mara proof manga jasa ki adhar card bank account number ar mara address ya sabhi details unhona manga phir next day unhona mujhe call kiya ki apka selection ho gaya hai ar apka 85, 000 ka check ban raha ha jo Monday (27/7/2020) ko clear ho jaya ga ar unhona mujhe bataya ki us paisa ma mujhe ek laptop ar ek mobile lana hoga ar us paisa ma mera one month salary bhi ha jo ki 26, 000ha phir usi din dopahar ko mujhe call aaya ki apko 3250 rupees pay karna hoga jo ki apka TDS charge ha phir unhona mujhe ek account number diya jisma nam Swapnil kumar tha nd A/C_[protected]or IFSC code_SBIN0008960 tha phir ma ne wo ammount pay kiya or unhona mujhe bola ki ab apka work ho jaye ga nd phir next day ( 28/72020) ko unhona mujhe call kiya ar kaha 9550rupees apko pay karna hajisa ki apka 2check banaga ek 45, 000ka or ek 40, 000ka ya usi ka charge ha phir ma ne usi A/C ma pay kiya ar phir unhone kaha ki ab apka work ho jaye ga or ab apko ek bhi paisa nahi laga ga nd next day (29/7/2020)
ko mujhe phir sa call aaya ki apko 14, 750 rupees pay krna hoga jo ki RBI ka verification charge ha ar phir ma ne usi A/C ma pay kiya usi din dopahar ko phir sa call aaya ki apko 23, 980 rupees pay krna hoga jo ki ma ne mana kr diya
Ke mara pass ab ek bhi paisa nahi hai ma ne loan la krka apko abhi tak pay ab mara pass ko upay nahi ha.
Iam Sumit punj sinha ma Bharat sarkar
Sa request karta hu ki pmkvy yojna kya garib janta ko lutna ka liya ha agar ya lootna ka yojna ha to kirpiya isa band kr wa da .ma pradhan mantri ji sa anurodh karta hu ki kirpiya mara loota hua paisa mujhe dilwana ki kirpa kara.
Was this information helpful? |
I'm providing you as much information as i can
First off the guy named amit contact numbers mo1:[protected]
Mo2:+[protected]
Mo3:+[protected]
These are his numbers
Now their website: pmkvyjobs.com
The bank account number i was supposed to transfer money to [protected] sbi
He also gave me his id ane documents which I'm going to provide you as well