Address: | HOUSE NO-102/97, BEHIND PURVANCHAL GRAMIN BANK,MOHADDIPUR, GORAKHPUR, Gorakhpur, Uttar Pradesh, 273008 |
Ghar ke samne handpump laga hua hai jo kisi kaam ka nahi hai kripya usey ukhad kar hataya jaye
Vo handpump sadak ke kinaare aur ghar ke samne gada hai jo kisi kaam ka nahi hai kripya us handpump ko hatvane ka kasht kare.
Aate jate raahgeero ko dikkaton ka samna krna pad rha hai..
Handpump ne kaafi jagah ghera hua hai jiski vjh se chaar pahiya vaahan ka ana mushkil hota hai kripya ispar drishti dali jaye aur is samasya ka nivaaran kia jaye..
Dhanyavaad Was this information helpful? |
Post your Comment