Municipal Corporation Of Kanpur — Jal bharaw ke sambandh mein | |
Sir, Main aapko apni or gaon walon ki samashyaon se avgat karana chahta hun. Mera gaon mawaiya nagar nigam zone 2 k antargat aata hai. Kai bar jal bharaw or nala safai k liye likhit complain zonal officer krishna nagar ko diya gaya lekin upyukt samasyaon ka samadhan nhi hua. Mawaiya primary school k pass kai logo dwara nali ka ganda pani sadak (Road) per bahaya ja raha hai. Jiske karan sadak mein gande pani ka bharaw ho gaya hai jisse aneko prakar ki bimariyan (Dangue, malariya, ensephelytis, dyria) fail rahi hai. Or gaon ki main sadak ka kataw ho gaya hai. Atah aapse anurodh hai ki is jan samasya ko gambhir roop se lete huye avilamb survey kara kar nistaran karne ki kripa kare. Was this information helpful? | |
Municipal Corporation of Kanpur customer support has been notified about the posted complaint. | |
Add a Comment | |
4%
Complaints
1213
Pending
0
Resolved
51
+91 512 253 1662
+91 512 253 1215
+91 512 254 6194
Motijheel, Kanpur, Uttar Pradesh, India - 208002
Post your Comment