Address: | Bank Road Haidar Nagar Palamau Jharkhand 822115, 822115 |
Yah kesa nyay hjoki complain karne par koi santoshjanak jwab nahi mila n to mere awedan ko dekha gaya. Jabki complain written, online & mail dwara diya. Agar online ki complain koi mahta nahi to bhir online complain karne ki sujhav kyo diya jata.
Apse namra niwedan h ki mere diye awedan ko ek - ek line ko dekhte uchit nyay diya jaye jisase mujhe mudra loan mil sake & ham dukan ki bistar kar saku.
Me puchhna chahta hu ki_ (1) koi v bank se loan kyo leta h? (2) kya bank wale uchit document lekar prayapt loan nahi de to kya dand mil sakta h? (3) agar online complain ki koi mahta nahi bhir kyo online complain karwaya jata h? (4) pahle ka loan bina samjhota ke (Purn byaj ke sath) chukta kar deta h to uski chhavi kesi hogi? (5) bank ka kahna h ki samay par loan le samay se de bhir propoossal document ke anusar samay par pura loan kyo pradan nahi kiya gaya? (6) bank ne punah bistar karne ke naya awedan lekar bistar kyo nahi kiya? (7) bank dalalo se najayaj mangna kya uchit h? Was this information helpful? |