Shriman Ji Se nivedan Hai Ki ki Gandhinagar mein Main Pani kholne ki jagah par ganda Pani Bhar Raha Hai Is vajah Se ganda Pani Nal ke dwara Logon ke ghar Tak pahunch raha hai Jis Jagah ka complaint Hai vah Jagah ka adress is Prakar hai near Radha Krishan Mandir Tagore ward Gandhi Nagar Bhopal Shriman Ji Se nivedan Hai Ki tank main main pipe Laga kar Mustang ko band kar diya Jaaye Tu ganda Pani nahin kar payega Shriman Ji Se nivedan Hai Ki use Jagah Ka avlokan Karke a use pareshani ka nirakaran Karen
Was this information helpful? |
Post your Comment