Address: | 5keshav road laxman chowk dehradun | Website: | Safai karmchari dwara gandagi phelana |
Pichle saat dino se 5 keshav road Dehradun me safai karmchariyon dwara kuda dala ja raha hai jiske bare me safai karamchari ko bole par wah koi karwahi nahi karte. Kyo na is kshetra ke safai karamchari ke head ka chalan kata hai kuda jama karne ke jurm me. Kripya is samasya ka tatkal nidan karen. Purv me bhi safai karamchari dwara is prakar ki harkat ki gayi thi aur complaint karne par hi kuda utha Was this information helpful? |
Post your Comment