Punjab Kesari — I am complaining about anti national activity of punjab kesari group. by crearling insulting security forces or our country india

Address:133001
Website:print media

*punjab kesri ki akhbar date: 16 may 2017, tuesday ko vishaw avlokan, page number 11 par kuch asa aya jo behad ki sharmnak hai.

* page number 11 ke extreme bottom left mei jo coloumb ata hai (Social media - today's comment) wala usme punjab kesri ki bhot neech harkat samne ayi ; usmeek comment mei pakistan se border cross kar rahi ghuspeth mahila ko bsf ke dwara goliya chlane ko "nihatho par goliyan chalana btaya gya".

*salim ali naam ke kisi facebook comment ko dikhaya gya jisme likha tha "heading thi - mahila pakistan border se kar rahi thi ghuspeth, aur comment tha : aam logo ko marne mein bhot jaldi dikhati hai bsf, ye bas nihatho pe goliyan chlana janti hai". Iska matlab pakistan se ki hui kisi bi guspeth wale ko marna punjab kesri ki nazar mein nihatho pe goliyan chlana hai?...

* ye bilkul desh ke khilaf ki gayi baat hai aur isko aam janta puri trah condem karti hai, hum demand krte hain ki punjab kesri iske liye publicaly maafi mange varna hum punjab kesri ke khlaf desh virodhi baat karne ke liye strict action lenge *

* ye bhot hi sharmnaak baat hai ki bsf dwara pakistan ki taraf se ki gai ghuspeth ke khilaf karwai krne ko nihatho pe goliyan chlana aur jalbbazi mein ki gai akrwai btaya gya hai aur punjab kesri usko endoss kar rha hai. Ye bhot sharmnak aur neech harkat hai

* jaldi akrwai na hone par hum information and broadcast ministry ko iski complaint krenge aur fir bhi karwayenge punjab kesri ke khilaf... Respose as early as possible
+1 photos
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Punjab Kesari customer support has been notified about the posted complaint.
May 16, 2017
Updated by lakshitt
*punjab kesri ki akhbar date: 16 may 2017, Tuesday ko vishaw avlokan, page number 11 par kuch asa aya jo behad ki sharmnak hai.

* page number 11 ke extreme bottom left mei jo coloumb ata hai ( social media- today's comment) wala usme punjab kesri ki bhot neech harkat samne ayi ; usmeek comment mei pakistan se border cross kar rahi ghuspeth mahila ko BSF ke dwara goliya chlane ko "nihatho par goliyan chalana btaya gya".

*salim ali naam ke kisi facebook comment ko dikhaya gya jisme likha tha " heading thi- mahila pakistan border se kar rahi thi ghuspeth, aur comment tha : aam logo ko marne mein bhot jaldi dikhati hai BSF, ye bas nihatho pe goliyan chlana janti hai". iska matlab pakistan se ki hui kisi bi guspeth wale ko marna punjab kesri ki nazar mein nihatho pe goliyan chlana hai?...

* ye bilkul desh ke khilaf ki gayi baat hai aur isko aam janta puri trah condem karti hai, hum demand krte hain ki punjab kesri iske liye publicaly maafi mange varna hum punjab kesri ke khlaf desh virodhi baat karne ke liye strict action lenge ***

* ye bhot hi sharmnaak baat hai ki BSF dwara pakistan ki taraf se ki gai ghuspeth ke khilaf karwai krne ko nihatho pe goliyan chlana aur jalbbazi mein ki gai akrwai btaya gya hai aur punjab kesri usko endoss kar rha hai. ye bhot sharmnak aur neech harkat hai

* jaldi akrwai na hone par hum information and broadcast ministry ko iski complaint krenge aur FIR bhi karwayenge punjab kesri ke khilaf...respose as early as possible

Complaint comments 

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit
    Punjab Kesari
    customer care contact
    Customer satisfaction rating Customer satisfaction rating is a complex algorithm that helps our users determine how good a company is at responding and resolving complaints by granting from 1 to 5 stars for each complaint and then ultimately combining them all for an overall score.
    Read more
    25%
    Complaints
    75
    Pending
    0
    Resolved
    19
    Punjab Kesari Phone
    +91 78 3758 0083
    +91 11 4521 2200
    +91 11 3071 2200
    Punjab Kesari Address
    ER 129 Civil Lines, Jalandhar, Punjab, India - 144001
    View all Punjab Kesari contact information