Address: | Balrampur, Uttar Pradesh, 271208 |
Sir
Mai ne apne account [protected] me 6300 rs. 03/02/2018 ko jama kiya tha jo mujhe slip milta hai us par mohar aur sing kar ke dediye agle din (Yani sunday mujhe phone kar ke bole ki app ne jo paisa jama kiya hai us me 400 rs kam hai) baki ka paisa bhi abhi mere account me nhi aya hai
Sir
Jis time maine paisa jama kiya tha us time un ko bolna chahiye tha na 24 ghante baad bata rahe hain to mai kaise man lun
Itni laparwahi bank me ho raha hai bank me kaisa kaam ho raha hai ya mazak
Mera payment mere account me karwaiye
Ajj maine kuldeep mishra se baat kiya oh kah hain payment jama ho gya hai lekin mere account me nhi aya hai
Kuldeep mishra mo. No [protected]
Sukhriya Was this information helpful? |
Post your Comment