Address: | d - 27, level -3 lajpat nagar -2 central market new delhi -110024 |
Company se holiday and vacation ke liye 1.5 lakh ka package no cost emi par liya tha, company dwara kaha gaya ki package pasand nahi aane par aapka poora amount lauta diya jayega, pahli baar hotel booking 10/12/22 ko karwayi gayi jisme bhi rs 6000 ka charge dena pada, company dwara no cost emi par pacage transfer nahi kiya gaya, shikayat karne par company dwara kaha gaya ki aap ise apne star se no cost emi karwa lijiye interest or gst amount company pay karegi, lekin aaj dinank tak company dwara kuch nhi kiya gaya, na package nirast kar amount wapas kiya na hi gst or interest ka amount diya gya, company par karyvahi kane ka shram kare, m aapka sadaiv aabhari rahunga Was this information helpful? |