To,
The Nagar Nigam Allahabad
Anand Puram, Chakiya, Near Karbala badi masjid
Prayagraj, 211002
Respected sir/madam,
Mere Ghar KE samne ki gali aur main gali ki road ki halat bhut kharab h mitti ki road hone ki wajah s aana jaane behal hai, baarish ki wajah s to puri gali mein jaljamav ho jata hai or uske karan rhna mushkil ho jata hai, gali ke entrance per main nali block hai or uska pura ganda pani gali mein behta hai.
kuch mahine phle nagar nigam ki taraf s gali nirman ka karya ho rha tha pr wo karya pura ni kia gya kuch dur tak hi gali bna ke chor di gyi.
Aapse vinamra nivedan hai ki is karya ko jald se jald pura karwane ki kripa kre.
Aapka bhut bhut Aabhar rahega.
Akash Kumar
AAdd-Anand Puram, Chakiya, karbala masjid ke paas. Prayagraj
Mob-[protected] Was this information helpful? |
Post your Comment