Comments
dear, sir mere kard last 10 din se amar deep gais ajensi par jama kar liye he muze kard nahi de rahe meri buking last 49 dayes ki he aur delevri 9 march ki he jo abhi date[protected] tak nahi di...
Reply
Dear sir,
Me Sunil More, maine pichale 1 mah 15 din se Gas connection card, amardeep gas agensi sendhwa me jama kiya he tanki ki ghar pahuch dinank 09/03/2012 thi kintu aaj dinank 16/03/2012 tak tanki ghar tak nahi pahuch payi evam mukhy adhikari Sukhlal parmar k anusar tanki pahuchne ki koi neeyat dinank abi tak nahi di hai aur na hi adhikarik tor par pushti ki hai ki gas tanki kab tak mil payegi.
Mere gharelu gas connection Naimnlikhit he
1: shri Bhika lala more.
2: Shri Lala budha more.
3: Tukaram lala more.
krapaya jald se jald samasya ka samadhan kar anugrahit kare, yahi vinay.
Dhanywad.
Prarthi
Sunil More
Sendhwa

41%
Complaints
3736
Pending
0
Resolved
1528
+91 22 2286 3900
+91 14 1274 0087
Petroleum House, 17, Jamshedji Tata Road, Mumbai, Maharashtra, India - 400020