Address: | Hanumangarh, Rajasthan |
sir,
hamare gaon ajeetpura , tahasil bhadra,dist.-hanuman garh ,rajasthan me jo gas agency hai ,bhagawati inden gas ke nam se hai, waha grahako ko pareshan kar raha hai aur sahi tari ke se kam nahi kar raha,sabhi adhikario ko shikayat ki par ki bhi adhi kari ne koi santosh janak jawab nahi diya , sabhi gaon ke log pareshan hai,
1.agency goverment employ ke hath me hai sirf nam kisi aur ka hai
2. waha priority se canation nahi deta
3. apane jan pahachan aur riste daro ko pahale canetion de raha hai
4. canation ke sath gas chulha lena jaruri bata hara hai
5. kai aur chote saman saath lena jaruri bata raha hai
6. kai taraha ke anya charges bhi laga raha hai,
7. circular nahi dikha raha
8. kisi bhi upbhokta ko nahi maloom ki legal charges kya hai
9. waha har bat me apani man mani kar raha hai
10. bpl kard walo ko canation nahi de raha ,chakkr kata raha ha Was this information helpful? |
Post your Comment