Address: | Bilaspur, Chhattisgarh |
Sir
hamare liye ek bahut badi samasya ho gai hai hame nato jite ban raha hai nahi marte ham kya karen koi samajha me nahi aa raha hai
hamare gram semartal me ek seva sahkari samiti maryadit bank hai jiska reg. no 415 thana koni jila bilaspur c.g. pin code 495009 hai ke dvara bank me paise nahi hai bolkar 30-40 dino se grahko ke khate ka paiso ka bhugtan nahi kiya ja raha hai jisse sabhi grahak bahut paresan hai es samaysa ke samadhan ke liye koi dhyan nahi de raha hai ham sabhi grahko ka sona jagna sab haram ho gaya hai ham apni roji roti dhandha pani karne ke liye bank me bachat khata kholkar paise jama kiye hai jo hame nahi mil pa raha hai jiske karan hamari roji roti dhandha pani, kheti kisani sab chaopat hone ja raha hai hame kuch samajha nahi aa raha hai ham kya karen .
hamare es samasya ka samadhan jaldi se jaldi karne ki mahan kripa karen Was this information helpful? |
hamare gram semartal me ek seva sahkari samiti maryadit bank hai jiska reg. no 415 thana koni jila bilaspur c.g. pin code 495009 hai ke dvara bank me paise nahi hai bolkar 30-40 dino se grahko ke khate ka paiso ka bhugtan nahi kiya ja raha hai jisse sabhi grahak bahut paresan hai es samaysa ke samadhan ke liye koi dhyan nahi de raha hai ham sabhi grahko ka sona jagna sab haram ho gaya hai ham apni roji roti dhandha pani karne ke liye bank me bachat khata kholkar paise jama kiye hai jo hame nahi mil pa raha hai jiske karan hamari roji roti dhandha pani, kheti kisani sab chaopat hone ja raha hai hame kuch samajha nahi aa raha hai ham kya karen . hamare es samasya ka samadhan jaldi se jaldi karne ki mahan kripa karen