Address: | Huda Sector 2, h no 1962 |
Hum sector 2 ke nivashi aapse vinamr nivedan h ki humare ghar ke pass ki sadak buri tarah se uti hui h. Abhi kuch samay pahle sector 2 ki sadak ka karya chalu hua tha jise kareeb 34 km ki sadak banani thi but kuch sadak ko hi banaya gaya and karya ekdum se band ho gaya. Tub humko bataya gaya tha ki NGT ki guidelines ki vajah se band hua h bad m karaya jayega, parents abhi tk baki sadak per koi karya ni hua h .koi bata bhi ni raha h ki aage kary hoga ya ni.
Aapse Anuradha h ki sabhi baki sadko ko bhi banaya jaye taki humko bhi apne sector per are ho. Was this information helpful? |
Post your Comment