Address: | Lucknow, Uttar Pradesh, 61 |
Sriman ji.
Mai kailash kunj faizabad road near sasta market ka rahne wala hu.
Yaha pichle 5-6 months se sivar chock padde h. Naliyo ka pani gharo ke samne
Se bah rha hai.
Logo ka gharo se nikalna muskil ho gya h.
Bhut complain ki gyi lekin koi bhi sunwai nhi hoti.
Agar iska smadhan nhi kiya gya to pure mohhale main bhayankar bimari failne ka kahtra ho sakta h
Mahodya ji aagrah hai ki is mohhale ki saaf safai ka smadhan karne ke krapa kare. Was this information helpful? |
Post your Comment