Reserve Bank Of India [RBI] — Education loan ki byaj dar ghatane hetu prarthna patra (Old loan)

Address:Jaipur, Rajasthan

To, the governer of rbi
Hriman,
Banko dwara higer education ke liye loan diya gaya tha aur floating rate par diya gaya tha aur banko dwara apni marzi se bjyad dar bar bar bhada di gayi lekin jab byaj dar kam ki gyi to education loan par byaj dar kam krne ke liye mana kr diya education purane loans par (Old loan) par byaj kam nahi kr rhe hain air bank dwara ye kaha ja raha h ki education loan me byaj dar kam nahi ki ja skta shriman jab education loan par banks dwra byaj bhada diya jata h to education loan (Old loanl) par kam bhi kiya ja skta h lekin bank byaj dar karne se mana kr rha he.
Complaint - sbi nehru palace jaipur rajasthan se higher education loan mene liya tha mujhe loan floating rate par diya gaya tha aur jab mujhe loan diya gaya tha us wakt 12% byaj dar lagayi gayi thi is byaj dar ko bank ne change ki 13%, 14%, 15%.15.50% tak bhada di gayi aur present me me mere education loan par 14.85% monthly liya ja raha he. Mene bank me byaj dar kam krne hetu prathana patra diya lekin bank ne byaj dar kam krne se mana kr diya. Mere sath anyay kiya ja raha he mujhe nyay dilate huye mere education loan par bhi anya education loan present time me sbi dwara 10% byaj dar liya ja raha he isliye mere education loan par bhi 10% dar karwayi jane ki kripa kare me sada apki abhari rahungi avem ki gayi karwayi se mujhe suchit krne ki kripa kare.
Thank you
Prerna yadav ed. Loan account no. [protected]
165, jaganntah puri kalwar road jhotwara jaipur rajasthan.
302012
[protected]
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Reserve Bank of India [RBI] customer support has been notified about the posted complaint.
May 02, 2017
Updated by minnie yadav
To, the governer of rbi
shriman,
banko dwara higer education ke liye loan diya gaya tha aur floating rate par diya gaya tha aur banko dwara complaint - sbi nehru palace jaipur rajasthan se higher education loan mene liya tha mujhe loan floating rate par diya gaya tha aur jab mujhe loan diya gaya tha us wakt 12% byaj dar lagayi gayi thi is byaj dar ko bank ne change ki 13%, 14%, 15%.15.50% tak bhada di gayi aur present me me mere education loan par 14.85% monthly liya ja raha he . mene bank me byaj dar kam krne hetu prathana patra diya lekin bank ne byaj dar kam krne se mana kr diya. mere sath anyay kiya ja raha he mujhe nyay dilate huye mere education loan par bhi anya education loan present time me sbi dwara 10% byaj dar liya ja raha he isliye mere education loan par bhi 10% dar karwayi jane ki kripa kare me sada apki abhari rahungi avem ki gayi karwayi se mujhe suchit krne ki kripa kare.
thank you
prerna yadav ed.loan account no. [protected]
165, jaganntah puri kalwar road jhotwara jaipur rajasthan.
302012
[protected]
Complaint comments 

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit
    Reserve Bank of India [RBI]
    customer care contact
    Customer satisfaction rating Customer satisfaction rating is a complex algorithm that helps our users determine how good a company is at responding and resolving complaints by granting from 1 to 5 stars for each complaint and then ultimately combining them all for an overall score.
    Read more
    14%
    Complaints
    4504
    Pending
    0
    Resolved
    646
    Reserve Bank of India [RBI] Phone
    +91 22 2266 0500
    +91 22 2260 1500
    Reserve Bank of India [RBI] Address
    21st Floor, Central Office Building, Shahid Bhagat Singh Marg, Fort, Mumbai, Maharashtra, India - 400001
    View all Reserve Bank of India [RBI] contact information