Sms Govt. Hospital, Jaipur — Marij ko rat me admit nahi karane ke visay me

Address:Jaipur, Rajasthan

Dear sir,
Aaj date 11/4/16 ko mere bhatije ko rat ke 10:30 pm ko sms me emergency dep.Me laya gaya, vaha se trauma dep.Me bheja gaya, lekin dono jagah kahi bi marij ko bharti nahi kiya gaya, pucha to bataya ki opd me dikhao, yaha hum bharati nahi karenge, at last me marij ko rat 1:00 am ko pvt.Hospital me le jaya gaya, in 3/4 ghantu me marij or parivar vale sab bahut preshan hua h,
Me complain ye karana chahata hu ki sms hospital ko kyu banaya gaya h, isme
Imergency dept.Or troma dept. Ko kyu banaya gaya h, sms me staff kyu lagaya gaya h jab rat ke samay marij ko seva hi nahi de sakate h, sms me garib adami hi ilaj ke liye ata h, lekin sms to garib ki asi tasi me laga h, ilaj to door ki bat h, agar sms jaise hospital ki ye halat h to kya khak public ka ilaj karega, laya gaya marij bahut garib tha, 15 din se agra ke pvt hospital me ilaj chal raha tha, lagbhag 3/4 lakh rupaye jankaro ne diye the, garib hone ke karan sms ek asha this, vo bi galat
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Complaint comments 

Comments

Kya rat ko 10:30 pm ko SMS me opd chalata h, agar is doran marij ki halat kharab ho jaye to iska koi jimedar hoga
Kya rat ke samay emergency dept.or troma dept.marij ko admit nahi karate h, ye niyam kisane banaye h, agar ye galat h to kon galat h kis per karyawahi honi chaye or kya karwahi honi chaiye or karwahi kon karega, or kya karwahi hogi ye kaise pata chalega,
Marin ka name, surendra singh, loha mandi, vkia Jaipur, pH.[protected]
Agar marij ki taraf se karwahi me saport chaye to contact kar sakte h or agar kuch nahi ho sakta to bhagwan ko yad karana agar WO sach me h to vaha per hi vo hi insaf karega

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    Jaipur
    Rajasthan
    India
    File a Complaint