Address: | 8/35 Sulabh shauchalay kirti nagar industrial area New Delhi 110015 near railway under pass |
Dear sir/mam 8/35 Kirti Nagar shauchalay ka bahut bura hal hai siwar jaam hai maintenance nahin hai Safai nahin hai jab sevar jaam rahega to Safai kya hogi yah samasya pichhle 1 salon se a rahi hai lekin ismein Dhyan nahin diya ja raha hai aadami log khule mein jaane ko majbur Hain shauchalay ka itna Bura hal hai ki agar aadami ek bar dekh le to do din tak khana hajam nahin hota hai kripya karke is samasya ko dur kiya jaaye
Was this information helpful? |
Post your Comment