ABC — Bimari ka reason gandagi | |||
Dear Sir, Main Amitabh Kaushal (Police mitra) thana Sangramgarh, aapko suchit karna chahta hun ki main is wakt Lucknow Dist. ke Hazratganj thana kshetra ke Narhi mohalle me reh raha hun, Yahan Md. Javed, 41/291, Harnaam ki Gali, Nr. Shyama Chauraha, Narhi, Hazratganj, Lucknow me uska Hostel hai aur wo tifin ka karobar hai aur wo tifin safaai se nahi banata hai, aur unhone apne hostel me murgiyan bhi paal rakhi hain aur unka sauchalay bhai saaf nahi rehta hai jisse unke tifin upbhogtaon, kirayedar aur unke padosiyon ko pareshani hoti hai atah ye gandagi bimari ka karan bhi ban sakta hai... Atah main nivedan karunga ki aap in sab ki jaanch kar unhe saaf khana banane aur saaf safai rakhna ke liye aagrah karen warna mohalle me gandagi ke karan bohot prakar ki bimari fail sakti hai, (Aur nivedan karenge ki humara naam gupt rakha jaye). Thanks & Regards, Amitabh Kaushal Vill & Po. Sangramgarh, Teh. Kunda, Dist. Pratapgarh (U.P.) Mobile No. [protected] Email : [protected]@gmail.com Was this information helpful? | |||
Add a Comment | |||
12%
Complaints
91
Pending
0
Resolved
11
View all 91 ABC India reviews & complaints
+91 33 2461 4157
+91 33 2461 4156
P-10, New City Road, Kolkata, Haryana, India - 700073
View all ABC India contact information
Post your Comment