Namaskar sir/madam,
Hamari colony main kude ki gadi regular aati hai, lekin galiyon main kabhi kabhi aati hai, jiske karan hamare gharon main kei-kei dino ka kuda ikattha ho jata hai, isliye hame kuda (Kudaghar) main dalne jana padta hai kudaghar hamari colony se bahut door hai. Jiske karan hum sabhi ko bahut pareshani hoti hai. Kripaya hamari iss samasya ka samadhaan karein. Dhanyawaad
Vinod
H. No.4650/1412 gali no.10 new modern shahdara delhi-110032. M. No. [protected] Was this information helpful? |
Post your Comment