My 30sep ko old me yek add dekhatha
Jisme yek hundai i10car pasand kiya aur phir yek aadmi phone kiya aur bataya ki my army officer Hoon my asked address par gadi transport karadoonga phir 2150jama Karne bola
Jama Karne baad dusre din aur yek aadmi Praveen Kumar ke naam see call kiya aur bataya ki aapko turank Paisa jama Karna hoga phir is tarah see mujhse 131000jama Kara liya hai aur phir blackmail Karne laga ki aapko aur paise jama Karna hai Varna aapko 3month penalty ho jayegi sir my bahot pareshan Hoon Mera Paisa vapas kardeejiye my ne udhaar liya hai Was this information helpful? |
Post your Comment