[Resolved]  Against Mumbai Police — Complaint - #19694

Address:Mumbai Suburban, Maharashtra

Hello Sir,

Mera naam Rajesh hai. Maine[protected] ko maine online complain kiya lekin abhi tak koi response nahi aaya police ki taraf se.
fir mere ghar walo ne local police me complain kiya lekin waha ke police complain lene ko tayar nahi hai.
mere mummy and papa police ke pass ja ja ke pareshan ho gaye.
lekin complain lene ko tayar nahi hai.
Mere ghar ka kam karane walo ko police pakad ke lekar ja rahi hai aur without warrent.
warrent gharwalo ne manga to bata bhi nahi rahi hai.

mujhe samajh me nahi aa raha hai ki main kya karoon. mere ghar walo ne aap ko letter post bhi kiya hai aaj[protected].

akhir kar main pareshan ho kar aap ko ye mail kar raha hoon.
Please take some action on it because my family are in trouble.

mujhe Sakinaka police hum aam logo ke liye koi madat nahi kar rahi hai.
akhir police action nahi legi to hum log kis ke pass jaynge.

Please help me..!!
Please read below my complain.
Thanks
Rajesh



[protected] Forwarded message[protected]
From: Mumbai Police <[protected]@mumbaipolice.org>
Date: Sat, Apr 10, 2010 at 1:03 PM
Subject: Complaint - #19694
To: Rajesh Chaurasia <raj.[protected]@gmail.com>

Hello Sir,
Mera naam rajesh chaurasia hai and mere father ka naam Mr. Bhagwandas chaurasia. Main Upper diye gaye address pe karib 40 saal se rah raha hoon. aur mera ghar pagadi system ke ander aata hai.

karib aaj se ek saal pahale hamare ownner ne jabar jasti hum logo se paise mange aur paise nahi dene par usne toilet me lock laga diya aur hum logo ko jabar jasti paise dene pade.
lekin paise kis baat ke woh pata nahi. lekin mere ghar me meri family ko takalif dene lage.
hume jab pucha ki paise kis baat ke to usne bola ki jagah ka.
lekin us jagah par hum karib 40 saal se rah rahe hai.
maine local police me bhi complain ki thi lekin kuch hua nahi aur main aapne family ki takhlif bardast nahi kar saka aur maine paise ownner ko de diye aur maine us se stamp peper pe likha ke liye ki main aapna ghar repire kara sakata hoon ye bhi permission le liya.

us time mere pass paise nahi hone ki wajah se main ghar repaire nahi kara paya.
lekin aaj jab main aapna ghar repaire karane ja raha hoon to woh aur paise mang raha hai. ab bolata hai ki permission ka paisa chahiye.
jab ki maine permission ek saal pahale le liya hai.

please help me. my family is in trouble.

aur Ownner hum logo ko dhamki de raha hai (Mr. Imran khan and Salim khan)
Ye dono log meri family ko dhamki aur pareshan kar rahe hai.
in logo me permission ka stamp paper dhokebazi se original chhhin liya aur hum ko xerox copy diye.
ab jab hum ye paper unko dikhate hai to bolata hai iska koi value hi nahi hai.

please help me and my family is in trouble.

Aur hum logo ne construction ka material bhi buy kar liya hai.

ye sara kuch waste ho jayega agar aap logo ne kuch kiya nahi to.

Please help me out...

Mera naam rajesh churasia hai aur main filhal malaysia me job kar raha hoon.
Main ghar par nahi hoon.
nahi to main police me complain karata lekin mujhe online ke sivay koi rasata nahi dikhai diya. isliye maine online complain kiya hai.

mere mummy aur papa kafi aged hai woh akele ye sab kaise karenge.
mujhe samjh me nahi aa raha hai ki main kya karoon.
please help me...My family is in trouble.

Thanks,
Mr. Bhagawandas (my Dad)
mere ghar ka number
[protected]

Hello,

Thank you for your query. We will get back to you as soon as possible.

Regards,
Mumbai Police
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Aug 14, 2020
Complaint marked as Resolved 
Complaint comments 

Comments

I am going to mumbai central to lamington road on my two wheeler at 11.15 am but in between at apshra cinema mumbai police naka bandi stoped and i had not wearing halmet, they are taken to lamington road police station and given me memo of Rs. 100/- but they had taken Rs. 120/- by me receipt no. p2127681.
But they had not checked all our tow wheelers papers and not searching our vehicles. What means of naka bandi ?

Mithalal R Jain
Tel. No.[protected]

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    Ghatkopar (W)
    Maharashtra
    India
    File a Complaint