Indian Overseas Bank — After opening savings account not active netbanking

Address:INDIAN OVERSEAS BANK,ATAK PARDI BRANCH, DHARAMPUR CHOKDI, VALSAD IFSC : IOBA0003074

Dear Sir,

Mene IOB me savings account open karvata tha. Uske baad 03 baar netbanking activate karne ki application di thi lekin aaj 1 month hone je vaad bhi netbanking activate nahi huva ge. Pehli application bank ke staff ne ghum kar di thi. Uske baad 4 din ke baad fir application di nahi kiya active. Uske baad fir application 10 din ke baad di tab un logo be bola staff kam he. Monday ko activate ho jayega. Nahi huva. Ek netbanking ko activate karne me bank ko itna time lagta he. Ek simple process nahi kar sakti he. Matlab customers ki kuchh bhi kadar nahi he in logo ko.

Ab mera netbanking kab activate hoga bolo?
In logo ki wajah se mera transaction ruka huvahl he. Kya mera loss bank degi?

Muje jaldi netbanking activate chahiye nahi to me banking ombudsman me or RBI governor, Finance minister ko mail kar dunga.

Thank You,
Nilkanth Patel
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Indian Overseas Bank customer support has been notified about the posted complaint.
Nov 15, 2021
Updated by nil15584
Indian Overseas Bank — After opening savings account not active netbanking
N
nil15584
from Panaji, Goa
Nov 15, 2021
Mark as Resolved

Dear Sir,

Mene IOB me savings account open karvaya tha. 14/10/2021.Uske baad 03 baar netbanking activate karne ki application di thi lekin aaj 1 month hone ke baad bhi netbanking activate nahi huva he. Pehli application bank ke staff ne ghum kar di thi. Uske baad 4 din ke baad fir application di nahi kiya active. Uske baad fir application 10 din ke baad di tab un logo be bola staff kam he. Monday ko activate ho jayega. Nahi huva. Ek netbanking ko activate karne me bank ko itna time lagta he. Ek simple process nahi kar sakti he. Matlab customers ki kuchh bhi kadar nahi he in logo ko.

Ab mera netbanking kab activate hoga bolo?
In logo ki wajah se mera transaction ruka huvahl he. Kya mera loss bank degi?

Muje jaldi netbanking activate chahiye nahi to me banking ombudsman me or RBI governor, Finance minister ko mail kar dunga.

Thanks,
NMPatel
Nov 19, 2021
Updated by nil15584
Netbanking today.
Thank you
Complaint comments 

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit
    Indian Overseas Bank
    customer care contact
    Customer satisfaction rating Customer satisfaction rating is a complex algorithm that helps our users determine how good a company is at responding and resolving complaints by granting from 1 to 5 stars for each complaint and then ultimately combining them all for an overall score.
    Read more
    14%
    Complaints
    2352
    Pending
    0
    Resolved
    338
    Indian Overseas Bank Address
    763 Anna Salai, Chennai, Tamil Nadu, India - 600002
    View all Indian Overseas Bank contact information