Address: | Meerut, Uttar Pradesh, 250002 |
Sir mara na vibhor agarwal hai mai meerut u. P ka rahana wala ho. Mara mobile no. S [protected]. Hai mana lyf ka phone purchase kiya uska sath sim no. S apni pasand ka liya that company wala na no. S change kar ka [protected] active kar diya or marasa 2 bar i'd la li or 15 din ho gaya sim bhi nahi diya or kaha data hai ki staff nahi aya lana gaya to bhi nahi da raha mana costumer care pa compliant kari phone bhi aya par koi fayada nahi hai. Relaince jio ka hard kahata hai ki ya telecom company hai yaha koi sunwai nahi hogi jo karna ho kar lo àb aap hi much nahi kar sakta too ya company band karfo logo ko aap logo na pagal kyo bana rakha hai. Aap ki karan mari bhot vajati hoi hai. Agar aap logo ko asi parasan karoga too kon relaince pa baroda karaga Was this information helpful? |
Post your Comment